ABHISHEK KARDE

ABHISHEK KARDE

ABHISHEK KARDE MUJHE TERI ROOH SE
KE MAIN BAN SAKU HUBAHU TERE JAISE
HO DUGNA AUR TAZAA HO ABHISHEK AAJ MUJHPE..
HO DUGNA DUGNA AUR PHELE SE JAIDA JAIDA HO ABHISHEK AAJ
MUJHPE..

IK BAARISH KI TARAH IK AGNI KE SAMAAN
AA GIR JAAYE MUHJPE IK CHAADAR KE SAMAAN
HO DUGNA AUR TAZAA HO ABHISHEK AAJ MUJHPE..
HO DUGNA DUGNA AUR PHELE SE JAIDA JAIDA HO ABHISHEK AAJ MUJHPE..

TERI NAZRON SE MAIN DEKH SAKU
TERI BAATON KO MAIN SUNN SAKU
IK AEISI KIRPA KARDE MUJHPE YESU
HO DUGNA AUR TAZAA HO ABHISHEK AAJ MUJHPE..
HO DUGNA DUGNA AUR PHELE SE JAIDA JAIDA HO ABHISHEK AAJ MUJHPE..

Spread the love