Apne haathon se banaya hai
Mujhe Mere Khuda ne
Apni Surat mein banaya hai
Mujhe Mere Khuda neKitni rehmat, kitni taakat
Kaisi hai uski mohabat
Jab main nahin tha, tab bhi main tha
Uski nazar mein tha main sadaa
Yuhin achanak nahin aa gaya
Uske irade se main ban gaya
Apne haathon se banaya hai..
Khud ko na tanha samajhna kabhi
Beasara na samajhna kabhi
Woh jisne di hai mujhe nayi zindagi
Hai naam uska Yeshu Masih
Apne haathon se banaya hai..