Bin Tere Nasri

Bin Tere Nasri

Bin Tere Nasri Zindagi Kuch Nahin

Chand Benoor Hai Chandni Kuch Nahin

Bin Tere Nasri ……

Tere Hone Se Hai Aadmi ka Bharam

Tu Agar Jo Naa Ho Aadmi Kuch Nahin

Bin Tere Nasri…

Tujhse Milti Hai Jo Woh Khushi Hai Khushi

Duniyaa Deti Hai Jo Woh Khushi Kuch Nahin

Bin Tere Nasri…

Tu Tamana Meri Tu Meri Aarzoo

Tere Bin Toh Meri Bandagi Kuch Nahin

Bin Tere Nasri…

Spread the love