JAISE MAIN MUSA KE SAATH THA

JAISE MAIN MUSA KE SAATH THA

JAISE MAIN MUSA KE SAATH THA
TERE BHI CHALUNGA
CHODUNGA NA MAIN SAATH TERA
TUJHE THAME CHALUNGA
JAISE MAIN MUSA…

MERI BAATON PE TU DHYAAN LAGA
MAT APNI TU SOCH LAGA
MAIN SUNATE CHALUNGA
JAISE MAIN MUSA…

MAIN TERA RAKHWALA HOON
TUJHKO SAMBHALNE WALA HOON
MAIN SAMBHALE CHALUNGA
JAISE MAIN MUSA…

SOCHNA KE MAIN DUR HOON
MAIN TOH TERE PAAS HOON
MAIN TERE AAGE CHALUNGA
JAISE MAIN MUSA…

Spread the love