KHUDA HAI MOHABAT

KHUDA HAI MOHABAT

KHUDA HAI MOHABAT
MOHABAT KHUDA HAI
KHUDA KI MOHABAT
KHUDA KI MOHABAT
SABSE JUDAA HAI
KHUDA HAI MOHABAT…

MERE DOSTON NE MUJHKO EK DIN BULAYAA
MERE DOSTON NE MUJHKO EK DIN BULAYAA
ISSA MASIH KA MUJHKO KISSA SUNAYAA
SUNN KE WOH BAATEIN MERA SAR JHUK GAYA HAI
KHUDA HAI MOHABAT…

NAYI ZINDAGI SE MUDKAR VAAPAS NA JAANA
NAYI ZINDAGI SE MUDKAR VAAPAS NA JAANA
SHAITAAN KI BAATON MEIN PHIR SE NA AANA
JANNAT KA HUMSE KHUDA NE VAADA KIYA HAI
KHUDA HAI MOHABAT…

YA KHUDA YA KHUDA YA KHUDA YA KHUDA TU HAI MERA MASIHA…

Spread the love