TUNE MERE LIYE KYA KUCH NA KIYA

TUNE MERE LIYE KYA KUCH NA KIYA

MERI SURAT BIGRI THI
MERA DIL THA KHALI
TUNE SEENCHA LAHOO SE
TAKI AAYE HARYALI
KYUN NA BOLU MEI TERI JAIJAIKAAR
JAIJAIKAAR JAIJAIKAAR
TUNE MERE LIYE KYA KUCH NA KIYA

TERA PYAAR HAI MAHAAN
TERA PYAAR HAI MAHAAN
MAIN JO PHELE MUTDA THA
TUNE DAALI MUJH MEI JAAN
KYUN NA BOLU MEI TERI JAIJAIKAAR
JAIJAIKAAR JAIJAIKAAR
TUNE MERE LIYE KYA KUCH NA KIYA

APNI ROOH SE BHAR DIYA
APNI SHAKTI MUJHKO DI
TAKI DU MAIN GAWAHI
TERE JEE UTHNE KI
KYUN NA BOLU MEI TERI JAIJAIKAAR
JAIJAIKAAR JAIJAIKAAR
TUNE MERE LIYE KYA KUCH NA KIYA

AAYI JEEVAN MEI KHUSHI
AAYI ABDI ZINDAGI
TU HAI ZINDA SHAFI AA
TUNE YE HAI KIYA
KYUN NA BOLU MEI TERI JAIJAIKAAR
JAIJAIKAAR JAIJAIKAAR
TUNE MERE LIYE KYA KUCH NA KIYA

Spread the love