YAHOWA KA HAATH CHOTA NAHIN

YAHOWA KA HAATH CHOTA NAHIN

YAHOWA KA HAATH CHOTA NAHIN JO DHAR KAR NA SAKE
USKE KAAN BEHRE NAHIN JO TUMHARI SUNN NA SAKE

CHULU MEIN BARTA WOH MAHASAGAR KO
FITEH SE AASMAAN KO NAAPTA HAI WOH
DARTI KO BHARTA NAPUWE MEIN
TOLTA TARAJU MEIN PAHADO KO
YAHOWA KA HAATH CHOTA NAHIN..

PAAPO SE HAI NAATA TERA
ISI LIYE USNE HAI MUH FERA
YESHU SE TU JOD LE SAMBADH
JEEVAN JYOTI PAA TU SAKE
YAHOWA KA HAATH CHOTA NAHIN..

TAARO KO NAAM SE BULATA HAI WOH
AKASH KO CHADAR SA TAANTA HAI WOH
WOH HI HAMARA SAMARTHI KHUDA
KAMZOR NAHIN JO BACHA NA SAKE
YAHOWA KA HAATH CHOTA NAHIN..

Spread the love